Thursday 11 April 2019

Tuesday 9 April 2019

Dekha Jo Kha ke Teer Kamin Gah Ki Taraf




Dekha Jo Kha ke Teer Kamin Gah Ki Taraf
Apnay Hi Doston Se Mulaqaat Hogayi

Poet : Hafeez Jalandhari

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Zaahir Ki Ankh Se Na Tamasha Karay Koi

Zaahir Ki Ankh Se Na Tamasha Kare Koi
Ho Dekhna Tou Deeda Dil Wa Kare Koi
Mansoor Ko Hua Lab Goya Payam-e-mot
Ab Kya Kisi Ke Ishq Ka Dawa Kare Koi
Ho Deed Ka Jo Shoq Tou Ankho Ka Band Kar
Hai Dekhna Yehi Ke Na Dekha Kare Koi
Me Intaha-e-ishq Hun Tu Inteha-e-husn
Dekhey Mujhey Ke Tujh Ko Tamasha Kare Koi
Uzar Afreen-e- Jurm-e-mohabbat Sey Husn-e-dost
Mehshar Me Uzar Taza Na Kare Koi
Chupti Nahi Hai Nigah-e-shoq Hum Nasheen
Phir Aur Kis Tarha Inhen Dekha Kare Koi
Urr Bethey Kya Samajh Ke Bhala Toor Per Kaleem
Taqat Ho Deed Ki Tou Taqaza Kare Koi
Nazarey Ko Ba Junbish Muzgan Bhi Haar Hai
Ba Nargis Ki Ankh Se Tjhey Dekha Kare Koi
Khul Jaen Kya Maze Hen Tamanna-e-shoq Me
Do Char Din Me Jo Meri Tamanna Kare Koi



Poet : Allama Iqbal

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Raaz Ulfat Chupa Ke Dekh Liya



ROMAN VERSION

Raaz-e-ulfat chupa ke dekh liya
dil bahut kuch jala ke dekh liya

aur kiya kehne ko baqi hae
aap se dil laga ke dekh liya

woh mere ho ke bhi mere na hue
unko apna bana ke dekh liya

aaj unki nazron mein kuch hum ne
sab ki nazren bacha ke dekh liya

faiz takmeel-e-gham bhi ho na saki
ishq ko aazma ke dekh liya 

Poet : Faiz Ahmad Faiz

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Dard Ki Lazzat Se Ashna Hona Tha



Dard Ki Lazzat Se Ashna Hona Tha 
Jab Tum Ko Hum Se Juda Hona Tha
Kyun Jagai Thi Mohabbat Mere Dil Main
Jab Muhabbat Main Tum Ko Bewafa Hona Tha


Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Aj Tumhari Salgirah Hai



Wehshat Se Ranjur Hain
Mehfil Tu Abaad Hai Na
Aj Tumhari Salgirah Hai 
Dekho Hum Ko Yad hai Na


Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Yun Na Mujhse Mila Karay Koi



Yun Na Mujhse Mila Karay Koi 
Gam Na Mere Siwa Karay Koi 
Bewafai Ka Dor Dora Hai
Kiya Kisi Se Wafa Kary Koi 


Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Mat Kar Duayen Hamain Zindagi Main Lanay Ki



Mat Kar Duayen Hamain Zindagi Main Lanay Ki 
Hamain Tu Adat Hai Aksar Bewafa Kehlanay Ki 


Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Sunday 7 April 2019

Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay



Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Aa Gayi Thi Aik Din Tanhai Bhi Jazbaat Main



Aa Gayi Thi Aik Din Tanhai Bhi Jazbaat Main 
Ankh Se Chand Bondain Gir Parien Barsaat Main

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Ab Aur Kis Mosam Se As Lagain Hum


Ab Aur Kis Mosam Se As Lagain Hum
Barsaat Main Bhi Yad Jab Unko Na Aye Hum


Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

In Barishon Se Dosti Achi Nahi Faraz


In Barishon Se Dosti Achi Nahi Faraz
Kacha Tera Makan Hai Kuch Tu Khayal Kar

Poet : Ahmed Faraz

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Bheeg Jati Hain Ankhain Tanhai Main


Bheeg Jati Hain Ankhain Tanhai Main
Dar Jaty Hain Koi Jaan Na Lay
Pasand Kartay Hain Barish Main Chalna
Takay Rotay Huway Koi Pehchan Na Lay

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Humpty Dumpty sat on a wall

ORIGNAL VERSION

Humpty Dumpty sat on a wall,
Humpty Dumpty had a great fall;
All the king's horses and all the king's men
Couldn't put Humpty together again.



MODERN VERSION

Humpty Dumpty sat on a wall
Humpty Dumpty had a great fall
All the King's horses
and all the King's men
Couldn't put Humpty together again.

Humpty Dumpty sat on the ground
Humpty Dumpty looked all around
Gone were the chimneys
Gone were the rooves
All he could see were buckles and hooves.

Humpty Dumpty counted to ten
Humpty Dumpty took out a pen
All the King's horses
and all the King's men
Were happy that Humpty's together again.


Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Saturday 6 April 2019

Cock a Doodle Doo

“Cock a Doodle Doo” 
 
Modern Version
 

Cock a doodle do!
My dame has lost her shoe,
My master’s lost his fiddlestick,
And knows not what to do
“Cock a Doodle Doo”
 
Original Version
 

Cock a doodle do!
What is my dame to do?
Till master’s found his fiddlingstick,
She’ll dance without her shoe.

Cock a doodle do!
My dame has found her shoe,
And master’s found his fiddlingstick,
Sing cock a doodle do!

Cock a doodle do!
My dame will dance with you,
While master fiddles his fiddlingstick,
And knows not what to do



Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

You Make Every Day !!

You make everyday feel like Sunday
You make everyday worth livin'
You give me a purpose to get in, no kiddin'
Your lips is the only ones that I be kissin'
For the rest of my life, don't that sound nice?
Yeah, you make me feel like a baby
Not a care in the world, just laugh and a smile
 And as long as you my girl, I might get a violin
 Cause you make me feel like I can do anything
 Jump the highest, so inspired, don't get tired, stay up with you
 Take a day off, lay up with you
We got the rest of our lives, so much to do
You got good taste in music too
I knew that cause you listen to me
Love make you skip with your feet
You so sweet

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

I Appreciate

The Smile On My Face Doesn't Mean My Life is Perfect it Means I Appreciate What I Have and What God Has Blessed me With .....

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Thursday 4 April 2019

Apne Zarf Apni Talabb Apni Nazar Ki Baat Hai

Apne zarf apni talabb apni nazar ki baat hai,
Raat hai lekin mere labb par sehar ki baat hai,

Aashiyan ke sath puri zindagi badli gayi,
Kam–nazar samjhe ke musht-e-bal-o-par ki baat hai,

Ta-abad kitne andhere they ke roshan ho gaye,
Shamaa ka jalna bazahir raat bhar ki baat hai,

Zindagi sadiyon ka hasil zindagi sadiyon ka roop,
Zindagi jo chashmak-e-barq-e-sharar ki baat hai,

Manzil ik rah-rav ka thak jana hai warna zindagi,
Ik musalsal rahguzar paiham safar ki baat hai..

Poet : Zamir Jafri

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

Har Harf Gundhe Thay Tarz Mushkbu Ki Thi

HARF HARF GŪÑDHE THE TARZ MUSHKBŪ KĪ THĪ

TUM SE BAAT KARNE KĪ KAISĪ AARZŪ KĪ THĪ

SAATH SAATH CHALNE KĪ KIS QADAR TAMANNĀ THĪ

SAATH SAATH KHONE KĪ KAISĪ JUSTUJŪ KĪ THĪ

VO NA JAANE KYĀ SAMJHĀ ZIKR MAUSAMOÑ KĀ THĀ

MAIÑ NE JAANE KYĀ SOCHĀ BAAT RAÑG-O-BŪ KĪ THĪ

IS HUJŪM MEÑ VO PAL KIS TARAH SE TANHĀ HAI

JAB ḲHAMOSH THE HAM TUM AUR GUFTUGŪ KĪ THĪ 

Poet : Zehra Nigah

Shared By
Admin

URDU SHAYARI

https://www.facebook.com/UrduShayaeri/

This Month Trending